hi dosto main block mein aapke liye ek Naya block lekar hajir
aaj ka din bahut hi achcha hai aur har din achcha hota Hai. Barish ho rahi hai aur socha ki barish mein chai aur pakaudi banai jaaye to fir kya taiyari hone lagi
Mausam
Mausam jab Khushnuma hota Hai to man bhi bahut khush hota Hai Aaj ki barish dekhkar man aaya ki pakaude banae jaen
Lekin jab dek
ha to ghar mein pakode banane ke
liye Saman hi nahin tha to Hansi bhi a rahi thi aur gussa bhi a raha tha kyunki barish ho rahi thi bahar jaane ka man nahin tha kyunki bheeg jaenge lekin ghar mein rahakar barish ka Anand uthana tha chai pakode ke sath tabhi Meri Mummy ne kaha daal ki pakaudi banaa den to bus Mera Man khush ho gaya ki chaliye aise Hi Sahi aur humne Dal ke pakaudi hi banaen lekin tabhi light bhi Chali gai barish ho aur light Na jaaye yah hota nahin Hai hamare Lekin mera ek achcha program bhi chal raha tha TV per mujhe use dekhna bhi tha samajh nahin a Raha Kya Karen ek kam banaa to dusra bigad Gaya karte bhi Kya to chalo thoda balkani mein baithkar barish ka Anand hi liya jaaye mujhe barish dekhna pasand hai lekin barish mein Bheeg na pasand nahin Hai kyunki barish mein bheeg ne se mujhe Sardi Ho jaati Hai aur fir mere 2-3 din bigadte hain tabhi mere phone per mere dost ka message aaya ki usne mujhe homework send kar diya hai jo ki mujhe Kal mam ko dikhana hai yah ek aur kam a gaya mere liye ab Meri barish ka maja kharab ho gaya kyunki work karna jaruri tha to maine kaha chaliye barish to fir bhi dekh lenge aur thodi Si Maine dekh bhi liya hai to aap work kar liya jaaye to pakode khate hue chai Peete hue main 10 minut barish ka Anand liya aur uske bad Maine apna homework complete Kiya.
Aaj subah socha tha ki doston ke sath bahar nikal kar Park mein thoda khelenge aur fir thoda Bahar ghumne jaunga jaunga aur bad mein TV per apna fabraot program bhi dekhunga lekin barish hone lagi to main Bahar nahin Ja saka Apne doston ke sath aur na ghumne Ja saka lekin ghar baithkar hi barish ka Anand liya aur apna homework bhi complete Kiya to yah tha Mera aaj ka din planning kuchh aur ki thi per kuchh nahin din achcha tha mera barish ka din .
dhanyvad doston mere blog ko aap pasand karte hain to comments kijiye.
Leave a Reply